← Back to library

Lyrics

♪
Viewing

Pyaar tune kya kiya

pyaar tune kya kiya, chain mera liya

pyaar tune kya kiya, chain mera liya

bepanah ishq se waasta ho gaya

tera hi chehra ab toh dikhe hai

naam tera hi lab pe mere

pyaar tune kya kiya

khwaab dil ko naya de diya

pyaar tune kya kiya

khwaab dil ko naya de diya

 

hum toh chupke tumko dekha karte hai

baatein teri bas socha karte hai

hum toh chupke tumko dekha karte hai

baatein teri bas socha karte hai

dil kehta hai sun ja tu humnawa

dil ke aangan mein aaja na ek dafa

tera hi chehra ab toh dikha hai

naam tera hi lab pe mere

pyaar tune kya kiya

khwaab dil ko naya de diya

pyaar tune kya kiya

khwaab dil ko naya de diya