← Back to library

Lyrics

♪
Viewing

Hona tha pyaar

Hona tha pyar

Hona tha pyar, huwa mere yaar

 

Hona tha pyar

Hona tha pyar, huwa mere yaar

 

Aaye nazar chehre hazaar

 

Hona tha pyaar, huwa mere yaar

Hona tha pyaar

 

Tere dil ke sheher mein ghar mera ho gaya, ho gaya

Sapna dekha jo tum ne woh mera ho gaya, ho gaya

Doobe to yoon jaise ho paar

 

Hona tha pyaar, huaa mere yaar

Hona tha pyaar

 

Thaame dilon ki baahein, hum aate saalon mein, saalon mein

Paaye jawaab hum ne tere sawaalon mein, sawaalon mein

Khwaabon ki dor toote na yaar

 

Hona tha pyaar, huwa mere yaar

Hona tha pyaar